Ramzan

Huzoor Sallallahu Alayhi Wasallam Ne Ramzan Kaise Guzare

Hazrat Ummul Momineen Sayyedah Aisha Siddiqa Radiallahu Anha Farmati Hain.
✒HADEES:
Jab Ramzan Ka MAHINA Aata To Huzoor صلى الله عليه وسلم Kamar (Himmat) Kass Lete, Aur Apne Bistar Par Tashrif Na Late… Yahan Tak Ki Ramzan Guzar Jata
{شعب الایمان للبيهقي، فضائل شهر رمضان، جلد-3، صفحہ-310}
Aur Aakhri Ashre Ke Bare Me Farmati Hain.
HADEES
“Huzoor صلى الله عليه وسلم Akhri 10 Dino Me Jo Koshish Farmate (Ibadat Ke Silsile Me) Wo BAQI Dino Me Nahi Farmate
{صحيح مسلم، باب الاجتهاد في العشر الأواخر……إلخ، جلد-1، صفحہ-382}
Ya ALLAH Hame Maahe Ramzan Mubarak Ki Qadr Karne Ki Taufiq Ataa Farma. Aur Jyada Se Zyada Ibadat Karne Ki Taufiq Ata Farma
Aameen
Awwal Aakhir Durood.
Like Our Official Facebook Page:
www.facebook.com/HumareNabi

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!