Month: May 2020

  • Naat-E-Mustafa

    Alwada Alwada Mahe Ramzan Naat Lyrics

    Qalb-e-Aashiq Hain Ab Para Para, Alwada Alwada Mahe Ramazan. Tere Aaney Se Dil Khush Huwa Tha, Aur Zoak-e-Ibadat Badha Tha, Aahh Ab Dil Pe Hain Ghum Ka Galba, Alwada Alwada Mahe-e-Ramazan. Naikiyan Kuch Na Hum Kar Sakain Hain, Aah Issiya He Main Din Katain Hain, Haaye Gaflat Main Tujh Ko Guzara, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Koi Husn-e-Amal Na Kar Sakaa Hoo,…

    Read More »
  • Ramzan

    Shab E Qadr Ka Khas Amal

    Shab E Qadr Ramzanul Mubarak Ki Wo Muqaddas Rat Hai Ke Jise 1000 Mahino Se Afzal Farmaya Gaya Hai. Yani Lailatul Qadr Ki Ek Rat Me Ibadat Karna 1000 Mahino Ke Ibadat Ke Barabar Hai. Aaiye Hadeese Pak Ki Roshni Me Gaur Karte Hai. Nabi-E-Kareem (Sallallaahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya: Jis Kisine Is Muqaddas Rat Me Yakeen Wa Imaan Ke…

    Read More »
  • Aqaid-E-Ahle Sunnat

    Fazilat E Moula Ali Mushkil Kusha

    Shaane Maula Ali Muskhil Kusha Ko Bayan Karna Is Nachiz Gunahgaar Ki Itni Aukat Nahi. Aapki Gulami Ka Saboot Dete Hue Ek Adna Si Koshish Kar Raha Hu. Maula Ali Karamallaho Wajahahul Kareem Ki Shane Aqdas Me La Tadad Hadeese Pak Maujood Hai. Jisme Se Chuninda Hadeese Pak Ko Ek Post Me Likha Hu. 21 Ramzan Shahaadat Moula E Kayenat…

    Read More »
  • Ahkam-E-Shariat

    Ghusl Ka Sunnat Tarika Aur Masle Masail

    {tocify} $title={Table of Contents} Ghusl Kya Hai Hamare Aaqa Sarkar-E-Do Aalam ﷺ Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Jo Nahane Ka Tariqa Bataya Use Ghusl Kehte Hai. Is Tarah Nahane Se Insaan Ka Badan Paak Hota Hai. Badan Par Sirf Paani Baha Dena Ghusl Nahi. ● Ghusl Ki Kismein:1. Farz Ghusl2. Wajib Ghusl3. Sunnat Ghusl4. Mustahab Ghusl 1. Farz Ghusl Farze Ghusl…

    Read More »
  • Hadees

    Shab E Qadr Ki Fazilat Aur Namaz O Wazaif

    ALLAH Rabbul Aalameen Qur’an-E-Kareem Me Ishard Farmata Hai“Beshaq ! Ise Hamne Shabe Qadr Me Utara Aur Tumne Kya Jaana Kya Shabe Qadr. Shabe Qadr Hazaar (1000) Mahino Se Behtar. Usme Farishte Aur Jibrail Utarte Hai. Apne Rab Ke Huqm Se Har Kaam Ke Liye. Wah Salaamati Hai Subah Chamakne Tak.”(Surah Qadr, Para 30, Aayat 1-5, Tarzuma: Kanzul Imaan)“Haa ! Meem…

    Read More »
  • Aqaid-E-Ahle Sunnat

    Huzoor ﷺ Jaisa Koi Nahi Hai

    Aye Logo Ye Baat Apne Zehen Me Daal Lo Ki Huzoor ﷺ Jaisa Dono Jahan Me Na Koi Tha Na Hoga. ALLAH Rabbul Aalameen Ke Bad Dono Aalam Me Sabse Bada Martaba Khatamun Nabiyyin Imamul Ambiya Rehmate Aalam ﷺ Ka Hai. ALLAH Ta’ala Ne Apne Habeeb ﷺ Ko Bemisal Khoobiyo, Mojezat Se Nawaza. Jo Shakhs Unhe Ma’azAllah Astagfirullah Apne Jaisa…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!