HadeesUncategorized
Shohar ka Martaba Wa Haq
REHMATE DO-JAHAA
FAKHRE QAUNE MAKAA
sallallahu alaihi wasallam
NE IRSHAD FARMAYA:
YE KISI KO JAIZ NAHI KE WOH KISI INSAAN KO SAJDA KARE
AGAR KHUDA-E-PAK KE SIWA SAJDA KISI KO JAIZ HOTA TO
HUKM HOTA KI AURAT APNE SHAUHAR KO SAJDA KARE
AGAR SHAUHAR KA TAMAM Badan ZAKHMI HO AUR AURAT APNE SHAUHAR KE US ZAKHMI Badan KO ZUBAN SE CHAATE
TAB BHI SHAUHAR KA HAQ ADA NAHI HO SAKTA.
(TIBRANI SHARIF)
HUZOOR sallallahu alaihi wasallam
NE HAZRAT HUSAIN BIN MOHSIN KI FUFI SE FARMAYA:
TERA SHAUHAR HI TERI JANNAT YA DOZAH HAI
AGAR WOH RAAZI HAI
TO FIR TU JANNATI HAI
AGAR WOH NARAZ HAI
TO FIR TU DOZAKHI HAI
(NISAI SHARIF)