Hadees On Durood Sharif Durood Sharif Ki Fazilat

Durood Sharif Ki Fazilat 50 Hadees Ki Roshni Me Padhne Ke Liye Yaha Click Kare.

Barish Ko Dekh Kar Is Durood Sharif Ko Padhne Se Har Bund Ke Barabar Sawab Milega
"Allahumma Salle Ala Sayyadina Wa Maulana Muhammadin Bi Adadi Katratil Amtar"

Rajab Aur Shabaan Me Ye Dua Padhe:
"Allahumma'Baarik lanaa' fi' Rajaba wa'Sha'baana wa'Bal'lighnaa Ramazaan."
(Behaqi: 3654)

SURAH-E-IKHLAAS KI
KHAASIYAT:
JO ISE BIMARI KE DARMIYAN PADHNE
&MAUT AAJAYE TO WO KABRA
&
PULSIRAAT KI SAKHTI SE NAJAAT PAYEGA
(JANNATI ZEWAR: 434)

"JAZALLAHU ANNA MUHAMMADAN MAA HUWAA AHLAHU"
FAZILAT:
70000 FARISHTE EK SAAL TAK NEKIYA LIKHTE RAHTE HAI

DAROOD-E-NOOR:
"ALLAHUMMA SALLI
ALA SAYYIDNA MUHAMMADIN NURIL ANWAARI WA SIRRIL ASRAARI WA SAYYIDIL ABRAAR."

DUROOD-E-INAAM
"ALLAHUMMA SALLI WA SALLIM ALA SAYYIDINA MUHAMMADIW WA ALA AALIHI ADADA IN'AAMIL LAAHI WA IFDAA LIHI."

IMAAN Ke 70 Se Kuch Zyada Hisse Hai, Sabse Afzal LAA'ILAAHA'IL'LAL'LAAHe, aur Sabse Adna Raste Se Takleef'dah Cheez Ko Hatana Hai.
(Muslim)

Aye ALLAH Nazro Ko Aaj Kuch Aisa Banade
Jidhar Dekhu Udhar Madina Dikhai De
Kash Aisi Maherbani Ho Aaj Hawa Me
Huzoor Par Darood Bheju Aur Jawab Sunai De.
Aameen Summa Aameen.
Awwal Aakhir Darood.

Durood Sharif Ki Fazilat 50 Hadees Ki Roshni Me Padhne Ke Liye Yaha Click Kare.
Nazarahmed Khan(Aashu)

Hello friends, I have created this blog to share all information about Ustad Alladiya khansaheb and about our family. I am grandson of Ustad Azizuddin khansaheb(Baba) Thanks for the visit. Please visit again

Assalamo Alaikum,
Aapke Feedback Ya Queries Muze Email Kare.
HumareNabi@gmail.com
Har Comments Ka Jawab Dena Possible Nahi Hota.
Muafi Chahta Hun.
Dua Ki Guzarish.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post