Hadees

Naam-E-MUHAMMAD wa AHMED ki Fazilat

MADNI AAQA Sallallahu Alaiyhi WaSallam Ne Farmaya Wo Shaksh Jannat Me Dakhil Nahi Hoga
Jis Ki Sararato Se Uska Padosi Mahfooz Nahi
(Muslim Sarif)

Jo Mera Naam MUHAMMAD Ya AHMED Mujse Mahabbat Ki Wajah Se Apne LADKE Ka Rakhega
ALLAH Baap Bete Dono Ko Bakhsh Dega
(Kanzul Ummal)

Jiske 3 Bete Paida Ho Aur Wo Unme Se Kisi Ka Naam MUHAMMED Na Rakhe To Zarur Jahil Hai
(Tabrani)

Neend Apni Bhula Ke Sulaya Humko
Aansu Apne Gira Ke Hansaya Humko
Dard Kabhi Na Dena Un Hastiyo Ko
ALLAH Ne Humare MAA BAAP Banaya Jinko

Hazrat Imaam Maalik Radiyallahu Anhu Farmate Hai:
“Jis Ghar Walo Me Koi “MUHAMMAD” Naam Ka Hota Hai To Us Ghar Me Barkat Ziyada Hoti Hai”
(Faizane Shariat)

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!