Yaha Aur Hamare Nikah Ke Page Aur Digar Posts Me Nikah Ke Masail Ba Hawala Bayan Kiye Gaye Hai. Inka Maqsad Awaam Ko Islami Tariqe Sikhana Aur Unki Islah Karna Itna Hi Hai. Agar Aapko Koi Bhi Sawalat Hai To Comment Kare Ya Hume Chat Plugin Ke Zariye Email Kare. Is Website Ka Adabo Ahtaram Kare Yaha Par Koi Bhi Gande Comments Na Kare. Masle Masail Bhi Adab Ke Dayre Me Reh Kar Hi Poochha Kare. Hume Rozana Bohot Sare Emails Aate Hai Isliye Jawab Me Agar Deri Ho Jaye To Mazhrat Chahta Hu. In sha ALLAH Aapke Masail Par Jawabat Diye Jayenge. Hamare Web Ko Khoob Share Kijiye Taki Logo Ki Islah Ho Aur Wo Sahi Deeni Tariqe Par Amal Kare Aur In sha ALLAH Iska Sawab Aapko Aur Hume Hasil Ho. Apni Duao Me Muz Nachiz Ko Bhi Yad Rakhe.
Mehboob-E-Rehman Sarwar-E-Zishan
صلل الله عليه وسلم Ne Farmaya:
صلل الله عليه وسلم Ne Farmaya:
"Bande Ne Jab Nikah Kar Liya To Aadha Deen Mukammal Ho Jata Hai
Ab Baki Aadhe Ke Liye ALLAH Ta'ala Se Daro"
Ab Baki Aadhe Ke Liye ALLAH Ta'ala Se Daro"
(Mishkat Sharif, Jild 2, Hadees No 2962, Safa 72)
SubhanALLAH Nikah Ki Itni Badi Ahmiyat Hai Ke Nikah Karne Par Aadha Deen Mukammal Hota Hai. Ye Sunnat-E-Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Hai.
SubhanALLAH Nikah Ki Itni Badi Ahmiyat Hai Ke Nikah Karne Par Aadha Deen Mukammal Hota Hai. Ye Sunnat-E-Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Hai.
Hazrat Ibne Abbas Radiallaho anhu se Riwayat He ke Huzoor Sallalaho Alayhi Wasallam ne irshad Farmaya
"Gawaho ke bagair Nikah karnewali Aurate Jaaniya (Zina Karnewali) He
(Tirmizi sharif,Jild 1, Safa 563, Hadees no 1095, Bab No 751)
Huzoor Sayyadna Gause Aazam Shaikh Abdul Qadir Jilani Radiallahu anhu farmate he:
"Nikah Jumerat Ya Jumma Ko Karna Must'hab hai aur Subah ki Bajaye sham ke waqt Nikah Behtar Hai"
(Gunyatuttalebin, Bab no 5, Safa 115)
"Jis kisine Sohbat ki bate logo me bayan ki uski misal aisi he jaise shaitan Aurat shaitan Mard se Mile aur Logo Ke samne hi khule aam sohbat karne lage"
(Abu Dawood, Jild 2, Hadees no 407, Safa 155,Bab No 127)
Aaqa Sallalaho Alayhi Wasallam ne irshad farmaya
"ALLAH ki la'anat Bad Nigahi karnewale par aur Jiski taraf Bad Nigahi ki jaye"
(Bayhaqi Sharif,Mishkat sharif Jild 2,Safa 77)
You Might Also Like:
Assalamu Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu,
ReplyDeletejab humara nikah hua tab 1 aurat gavah or 1 adami gavah tha to ye nikah jayaj hain.
Post a Comment
Roohani Mukammal Ilaaj:
Hazrat Sayyed Jainulaabedin Bukhari (Qadri)
Contact: +918483046455
(Contact Hazrat On: 9.00am to 10.30am/9.00pm to 10.30pm)
(Hazrat Is Available On Whatsapp.
Please Contact in the given time on Call.)
100% Mukammal Ilaj Kamse Kam Kharche Me.
Dhongi Babao Nakali Aamilo Se Bache. Ye Log Aapki Majboori Ka Fayda Utha Kar Aapko Dono Hatho Se Loot Rahe Hai. Hazrat Jainulaabedin Bukhari Amliyat Roohani Duniya Ke Khazane Logo Tak Pohochane Ka Kaam Kar Rahe Hai Ki Jyada Se Jyada Logo Ki Pareshaniya Door Ho Jaye. Aapki Har Pareshani Ka Hal In sha ALLAH Hazrat Se Hasil Kare. Sirf Khalq Ki Khidmat Hi Hamara Maqsad Hai.
Your feedback is very important to us. We always welcome your suggestions. Please do not post any ads or promotional links in comments. Such comments will be removed.
Thank you.
Like us on: www.facebook.com/HumareNabi