Eid Milad Un Nabi Par Jhande Lehrana kiski Sunnat hai?

Hazrate Amina
( رضى الله تعالى عنه )
farmati hain ki,
"Jab Muhammad (Salllaho Alayahi Wasallam) Ki Wiladat Hui Us waqt Hazrat Jibrail
(علیہ السلام)
Ne 3 Jhande Nasab Kiye Ek Magrib Me Ek Mashrik Me Aur Ek Kaabe Ki
Chat par"

Is Riwayat Ko Shah Abdul Haq Muhaddith Dahelvi
( ﺭﺣﻤﺘﻪ ﺍﻟﻠﻪ عليه )
Ne Apni Kitab
"Madarijun nabuwa" Jild 2 Me Naqal Kiya Hai.

Hadees Shareef main aata hai ke jub SARKAR صلی اللہ علیہ و سلَّم Madina shareef main dakhil huay tou Ap ke hath main sabz jhanda tha.
(Wafa al wafa, Vol:1, Pg:243).

Huzoor (ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ وسلم)
ki peydaish per Hazrat Jibraeel (علیہ السلام) ney jhandy garhey.
(Khasais Al qubra, Vol:1, Page:82)

Nazarahmed Khan (Admin)

World's Best Islamic Blog Of Ahle Sunnat Wal Jama'at. Learn Islam And Sunnah Quran Wa Islamic Hadees In Roman Urdu. Hadees E Nabwi Collection. Hadith Online. Sahih Bukhari Muslim Ibne Maja Nasai Abu Dawood Hadees Sharif Books. facebook instagram twitter android

Assalamo Alaikum,
Aapke Feedback Ya Queries Muze Email Kare.
HumareNabi@gmail.com
Har Comments Ka Jawab Dena Possible Nahi Hota.
Muafi Chahta Hun.
Dua Ki Guzarish.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post