Surah Yaseen Ki Tilawat Ka Ajar Aur Fazilat

Hadees :
Nabi-E-Paak
(Sallallahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya,
“Beshaq Har Cheez Ka Ek
Dil Hota Hai
Aur
Quraan Ka Dil Sureh Yasin Hai,
Aur
Jo Ek Martaba Sureh Yasin Padega
Uske Liye 10 Martaba Quraan Padhne
Ka Sawaab Likha Jayega”
(Tirmizi-4)

Hadees :
Nabi-E-Paak
(Sallallahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya,
“Apne Marnewalo Par Surah-E-Yasin
Padha Karo” -:
(Abu Dawood)

Hadees :
Nabi-E-Paak
(Sallallahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya,
“Jis Ne Shab-E-Jumma
Surah-e-Yaseen Ki
Tilawat Ki Uski Magfirat
Kardi Jaygi”. -:
(Al-Targeeb Wal- Tarheeb,
J1p298)

Hadees :
Nabi-E-Paak
(Sallallahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya:
“Din Ke Shuru Hisse Me Jo Koi Surah-e-Yaseen
Parhe,
Toh Uski Hajaten
(Zarooraten) Poori Kar Di
Jaati Hain”
(Daarmi)

Jo Shakhas Hamesha Her
Raat Surah-E-Yasin Sharif
Ki Tilawat Karta Raha Phir
Mar Gaya to Shaheed
Marega. -:
(Durr-E-Mansoor, Page 38)

Nazarahmed Khan (Admin)

World's Best Islamic Blog Of Ahle Sunnat Wal Jama'at. Learn Islam And Sunnah Quran Wa Islamic Hadees In Roman Urdu. Hadees E Nabwi Collection. Hadith Online. Sahih Bukhari Muslim Ibne Maja Nasai Abu Dawood Hadees Sharif Books. facebook instagram twitter android

Assalamo Alaikum,
Aapke Feedback Ya Queries Muze Email Kare.
HumareNabi@gmail.com
Har Comments Ka Jawab Dena Possible Nahi Hota.
Muafi Chahta Hun.
Dua Ki Guzarish.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post