Sadqa-E-Fitr Wajib Hai

Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Sarkar-E-Madina صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ne Ek shakhs Ko Huqm Diya Ki Jaa Kar Makkah-E-Muazzama Ke Gali Kuchon Me Elan Kar Do, ''Sadaqa-E-Fitr Dena Wajib Hai''
(Jamia Al Timirzi : Jild. 2, Safha 151, Hadees 674)
Faizane Ramazan (Hindi) Maktabatul Madina-Hind, Safha 473)

Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Sayyeduna Ibne Abbas  رضي الله تعالٰی عنه Farmate Hain Ke  Sarkar-E-Madina صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم  Ne Sadaqa-E-Fitr Muqarrar Farmaya Taaki Fuzool Aur Behuda Qalaam Se Rozon Ki Taharat (Yani Safayi) Ho Jaaye Aur Masakeen (Gareebon) Ki Khureesh (Yani Khuraak) Bhi Ho Jaaye.
(Sunan Abi Dawud : Jild. 2, Safha : 158, Hadees 1609)
(Faizane Ramazan (Hindi) Maktabatul Madina-Hind, Safha 473)
Nazarahmed Khan (Admin)

World's Best Islamic Blog Of Ahle Sunnat Wal Jama'at. Learn Islam And Sunnah Quran Wa Islamic Hadees In Roman Urdu. Hadees E Nabwi Collection. Hadith Online. Sahih Bukhari Muslim Ibne Maja Nasai Abu Dawood Hadees Sharif Books. facebook instagram twitter android

Assalamo Alaikum,
Aapke Feedback Ya Queries Muze Email Kare.
HumareNabi@gmail.com
Har Comments Ka Jawab Dena Possible Nahi Hota.
Muafi Chahta Hun.
Dua Ki Guzarish.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post