Sahaba-E-Kiram Ke Muqaddas Irshadat Aur Nasihat

Hazrat Abu Bakar Siddiq
ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ .
Said:
Kisi Ko DUKH Denewala Kabhi KHUSH
Nahi Reh Sakta.

Hazrat Umar Farooq
ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ .
Said:
Kisi Ki Be-Basi Pe Mat Hanso Kal Ye
Waqt Tum Par Bhi Aa Sakta Hai.

Hazrat Usman Ghani
ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ
Said:
Kisi Ki Aankh Tumhari Wajah Se Num Na Ho Kyun Ke Tumhe Uss Ke Har Aansu Ka QARZ Chukana Hoga.

Hazrat Ali ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ Said:
Mazloom Aur Namaazi Ki AAH Se Daro Kyun Ke AAH Kisi Ki Bhi Ho ARSH Ko Cheer Kar ﺍﻟﻠّﻪ Ke Paas Jati Hai.

Hazrat Abu Bakar Siddiq
ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ .
Said:
"Us Din Pe Ansu Bahao Jo Tum Ne
Naiki Ke Bina Guzara Ho."

Hazrat Umar Farooq
ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ
Said:
"Zalimo Ko Muaf Karna Mazloomon Pe
Zulm Hai."

Hazrat Usman Ghani
ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ .
Said:
"Zuban Darust Ho Jaye To Dil Bhi
Darust Ho Jata Hai."

Hazrat Ali ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ . Said:
"Jahan Tak Ho Sakay LaLach Se
Bacho, LaLach Mei Zillat Hi Zillat Hai.

Allah ﻋﺰﻭﺟﻞ Aap par Fazl farmaye !
~●~●~●~●~
جزاك الله خيرا... For reading
~●~●~●~●~
ﺻَﻠُّﻮْﺍ ﻋَﻠَﯽ ﺍﻟْﺤَﺒِﯿْﺐ
ﺻَﻠَّﯽ ﺍﻟﻠّٰﮧُﺗَﻌَﺎﻟٰﯽ ﻋَﻠٰﯽ ﻣُﺤَﻤَّﺪ
(صلی اللہ علیہ وسلم)
~●~●~●~●~

Nazarahmed Khan (Admin)

World's Best Islamic Blog Of Ahle Sunnat Wal Jama'at. Learn Islam And Sunnah Quran Wa Islamic Hadees In Roman Urdu. Hadees E Nabwi Collection. Hadith Online. Sahih Bukhari Muslim Ibne Maja Nasai Abu Dawood Hadees Sharif Books. facebook instagram twitter android

Assalamo Alaikum,
Aapke Feedback Ya Queries Muze Email Kare.
HumareNabi@gmail.com
Har Comments Ka Jawab Dena Possible Nahi Hota.
Muafi Chahta Hun.
Dua Ki Guzarish.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post