Muharram

  • Khaaq-E-Karbala: Ibne Ziyad Ka Zulm Aur Hazrate Haani Ki Shahadat

    Part: 9 Jis Waqt Imam Muslim ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻨﻪ Kufa Me Qiyam Pazeer The Us Waqt Yazeed Ki Taraf Se Kufa Me Numan Bin Baseer Governer The Aur Chuki Woh Aasiqe Rasool ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Aur Muhibbe Ahele Bait The Aur Jante The Ki Yazeed Ki Shakhsi Huqumat Deen-O-Mazhab Ki Tabahi Ki Bais Hai Isliye Sab Kuch Apni…

    Read More »
  • Khaaq-E-Karbala: Imam Hussain Ne Kiya Yazeed Ke Bait Se Inkar

    Part: 8 Sahadat Hai Maqsood Wa Matlub-E-Momin. Na Male Ganimat Na Kiswar Qusayi!!!! Mai Ne Ab Waqiaat-E-Karbala Aur Asbab-E-Sahadate Hazrat Imam Husain ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻨﻪ Se Amdan Ijtenaab Karte Hue Usi Saheed-E-Azam Ke Sadke Usi Sayyed Us Sohda Ki Sahadat Gaahe Ishq Wa Muhabbat Me Kadam Rakha Hai Jis Ke Tasswwur Se Qayenat Ka Seena Chaaq Ho Jata Hai…

    Read More »
  • Khaaq-E-Karbala: Bugz-E-Hussain Rakhnewale Khaarjiyo Padho

    Part-7 Is Duniya Me Ahele Bait Se Bugz Wa Inaad Raknewale Aise Bhi Kharji Hai Jo Apne Bugz Wa Inaad Ki Buniyad Par Ye Kahete Hai Ki Hazrat Imam Husain ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻨﻪ Ladne Ke Liye Gaye The Aur Ladai Ke Zariye Apni Khilafat Manwane Ke Liye Gaye The Magar Aye Itrat-E-Rasool ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Se Ta’assub Raknewale…

    Read More »
  • Khaaq-E-Karbala: Imaam Hussain Radiallahu Anhu Ki Hayat-E-Mubarak

    Part: 6 “Maani Gai Jahan Me Qayadat Hussain Ki, Afzal Hai imamo Me imamat Hussain Ki, Darje Tamam Unpe Shahadat Ke Khatm Hai, Kis Shaan Se Hui Hai Shahadat Husain Ki, Neze Pe Sar Hai Aayate Qura’n Labon Pe Hai, Dekhi Hai Kul Jahan Ne ibadat Hussain Ki, Goonji Nidaye Marhaba Arshe Azeem Par, Dekhi Jo Karbala Me Shuja’at Hussain…

    Read More »
  • Khaaq-E-Karbala: Imaam Hasan Radiallahu Anhu Ki Khilafat

    Post: 5 Aap Ka Isme Mubarak Hasan Aur Qunniyat Abu Muhammad Hai Aur Alqab Sibt-E-Akabr, Haleem, Kareem, Jhahid Aur Tayyeb Hai… Aap Ki Wiladate Ba Sa’adat 15 Ramzan Ul Mubarak san 3 Hijri SehSambah Ke Roz Hui. Jab Sayyed Ul Mursaleen ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ko Jab Apne Nawase Ki Wiladat Ki Ittelah Mili To Khusi Wa Musarrat Se Hazrat…

    Read More »
  • Khaaq-E-Karbala: Do Shehzade Imaam Hasan-O-Hussain Radiallahu Anhu Ka Maqaam Aur Shaan

    Part: 4 Do Sahezade ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻬﻤﺎ Nabi ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ke Noor Ul Ain Ali Ke Dil Ke Chain Aur Fatema Ke Hasan-O-Hussain ﺭﺿﻮﺍﻥ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻬﻢ ﺃﺟﻤﻌﻴﻦ Ek Ka Libas Sabz Aur Dusre ka Surkh Ek Ne Zaher Ka Pyala Piya Aur Dusre Ne Jaam-E-Shahadat Noosh Farmaya Ek Ne Zaher Pee Kar Khuda Ka Shukr Ada Kiya Aur…

    Read More »
  • Khaaq-E-Karbala: Sayyeduna Bibi Fatima Zahra Radiallahu Anha Ka Maqaam Aur Shaan

    Part: 3 Sayyad Ul Ambiya ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ki Paak Beti, Sayyed ul Awaliya ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻨﻪ Ki Muhataram Biwi, Sayyed us Shohda Imam Hussain-O-Hasan ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻬﻤﺎ Ki Mua’zziz Maa…. Khatun-E-Jannat Hazrat Fatema Tuzzahara ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻨﻬﺎ Ki Kadmo Ki Khakh Par Qurbaan , Unke Paao Ke Nisano Par Fida Aur Unki Chadar-E-Tatheer Par Nisar… Kaun…

    Read More »
  • Khaaq-E-Karbala: Hazrate Maula Ali Mushkil Kusha Radiallahu Anhu Aur Muhabbat-E-Rasool

    Part-2 Hazrate Abu Zar ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻨﻪ Farmate Hai Ki Mai Ne Nabi-E-Kareem ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ko Farmate Hue Suna Ki. “MERI AHELE BAIT KI MISAL AYE MUSLMANO TUMHARE LIYE HAZRAT NOOH ﻋﻠﻴﻪ ﺍﻟﺴﻼﻡ KI KASTI KI HAI JO SHAKHS BHI US ME SAWAR HO GAYA BACH GAYA JO SAWAR NA HUA HALAQ HO GAYA”….. Hazrat Zaide Bin…

    Read More »
  • Khaaq-E-Karbala: Ahle Bait Se Muhabbat Ki Ehmiyat

    Part-1: Ahele Haram Ki Rikkat Angez Dastaan Jo Sirf Ashqbaar Aankho Se Padhi Ja Sakti Hai. Mujhe Apni Kam Ilmi Ka Bharpur Ehsaas Hai Kyuki Har Shakhs Dusro Ke Mukable Apne Aap Ko Jyada Janta Hai. Lehaza Apni Kam Ilmi Ka Iteraaf Karte Hue Ek Azeem Waqiya Jo Tareekh-E-Islam Ka Ek Bahot Hi Ahem Tareen Waqiya Hai Is Par Likhne…

    Read More »
  • Ahle Bait Ki Muhabbat Jannat Me Le Jayegi

    Sayyiduna Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Se Riwayat Hai Nabi-E-Kareem Rauf-O-Raheem ﷺ irshad farmate haiñ “Allah ﷻ se muhabbat karo! Kyuke woh tumhe apni nea’maton se sarfaraz farmata hai aur Allah Ta’ala ki muhabbat ki khatir Mujhse Muhabbat kiya karo aur meri muhabbat ki khatir mere ahle bait se muhabbat kiya karo.” (Tirmizi Shareef Jild 2 Hadees No. 3722)…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!