Bazme Faizan-E-Raza

  • Hazrat Owais Qarni Radiallahu Ta’ala Anhu Ka Ek Waqiya

    Deeghar Kayi Jhoote Waqiyaat Ki Tarah Awaam Mein Ye Waqiya Bhi Bahut Mash’hoor Hai Ke Jab Hazrat Owais Qarni Radiallaho Ta’ala Anho Ko Pata Chala Ke Jung -e- Uhud Mein Nabiye Kareem Sallallaho Alaihi Wa Aalihi Wasallam Ke Dandan Mubarak Shaheed Ho Gaye Hain To Aap Radiallaho Ta’ala Anho Ne Apne Tamam Daanto Ko Shaheed Kar Diya Phir Aapko Halwa…

    Read More »
  • Badmazhabo Se Nikah Karna Kaisa

    Humari Awaam Ke Kuchh Kam Aqal Log Jinhein Deen Ki Malumaat Aur Iman Ki Ahmiyat Maloom Nahin Hoti Wo Badmazhabo Se Rishte Jodte Hain Aur Kuchh Badnaseeb Sab Kuchh Jaanne Ke Baad Bhi Badmazhabo Se Rishte Karte Hain Aur Kuchh Log Is Chakkar Mein Hote Hain Ki Badmazhab Ke Ghar Ki Ladki Ko La Kar Uska Aqeeda Sahih Kar Denge…

    Read More »
  • 4 Imam Aur Ahle Sunnat Wal Jama’at

    Assalamo Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu Sarkar-E-Do Aalam Noor-E-Mujassam Shafi-E-Mehshar Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya Ki Ummat Me 73 Firqe Honge Aur Unme Ek Firqa Jannati Hai Aur Wo Firqa Ahle Sunnat Wal Jama’at Hai. Ab Ye Nam Quran Wa Hadees Me Aaya To Sare Log Ye Dawa Karne Lagenge Ham Ahle Sunnat Hai. To Ahle Sunnat Ki Khoob…

    Read More »
  • 73 Firqo Me Jannati Kaun

    Assalamo Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu Jaisa Ke Hamare Kuch Log Kehte Hai Ke Mera Koi Firqa Nahi. Firqaparasti Jaiz Nahi. Me Sirf Musalman Hu. Aise Jaahilo Ke Liye Yaha Bahawala Post Likh Raha Hu. 73 Firqe Hone Ka Mere Aaqa Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Apne Zamane Mubarak Me Ilm-E-Ghaib Ko Zahir Kar Diya.  Ab Jo Iska Inkar Kare Wo…

    Read More »
  • ALLAH Ta’ala Ne Sabse Pehle Kis Cheez Ko Paida Farmaya

    Ye Sawaal Bhi Bada Ahem Hai Ki ALLAH Ta’ala Ne Sabse Pehle Kis Cheez Ko Paida Farmaya Kyunki Kuchh Aise Jadeed (Latest) Muhaqqiq Paida Ho Gaye Hain Jo Khud Gumrah Hain Aur Awaam Ko Bhi Gumrah Karte Hain Hazrat Jabir Radiallaho Ta’ala Anho Ne Nabiye Kareem Sallallaho Alaihi Wasallam Se Puchha Ki, ALLAH Ta’ala Ne Sabse Pehle Kaun Si Cheez…

    Read More »
  • ALLAH Ta’ala Ki Zaat Wa Sifaat Ke Mutalliq Aqaid

    “Tum Farmao Woh ALLAH Hai Woh Ek Hai. ALLAH Be Niyaz Hai. Na Uski Koi Aulaad Aur Na Woh Kisi Se Paida Hua. Aur Na Uske Jod Ka Koi.” (Qur’an-E-Kareem, Para 30, Sure Ikhlas, Aayat 1-4, Tarzuma Kanzul Imaan) ALLAH Ta’ala Ek Hai, Uska Koi Shareek (Partner) Nahin, Wahi Ibadat Ke Layaq Hai, Use Kisi Ne Paida Nahin Kiya Balki…

    Read More »
  • Aasmani Kitabo Ke Baare Mein Aqaid

    Har Mukallaf (Aaqil, Baaligh, Musalman) Par Tamam Aasmani Kitabo Par Iman Laana Zaroori Hai Jo ALLAH Ta’ala Ne Ambiya -E- Kiraam Par Naazil Farmayi, Albatta Unke Jo Ahkam Humari Shariat Mein Mansookh Ho Gaye Un Par Amal Durust Nahin Magar Iman Zaroori Hai Maslan Pichhli Shariato Mein Baitul Muqaddas Qibla Tha, Is Par Iman Laana To Humare Liye Zaroori Hai…

    Read More »
  • Nabiyo Ki Zaat Wa Sifaat Ke Mutalliq Aqaid

    Nabi Us Bashar Ko Kehte Hain Jiske Paas ALLAH Ta’ala Ki Taraf Se Wahi Aati Hai Aur ALLAH Ta’ala Inhein Makhlooq Ki Hidayat Aur Rehnumayi Ke Liye Bhejta Hai (شرح المقاصد، ج3، ص268) In Mein Se Jo Nayi Shariat Laaye Unhein Rasool Kehte Hain (المسامرت، ص231) Dunya Mein Sabse Pehle Insaan Aur Nabi Hazrat Adam Alaihissalam Hain, Aap Se Hi…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!