Hadees

  • Jumma Ki Hadees Aur Khutbe Ki Azaan Ka Jawaab

    Hadees: Nabi-E-Pak Sallallaho Ta’ala Alaihi Wasallam Ne Farmaya: MOMIN Ko Maut Is Tarha Aa Jaati Hai Jis Tarha Peshani Par Pasina Aa Jata Hai (Mishkat Sharif, Jild-1, Page No-342) Hadees: Nabi-E-Pak Sallallaho Ta’ala Alaihi Wasallam Ne Farmaya: “Har JUMMA Farishte MASJID Ke Darwazo Pe Khade Rehte Hai Aur MASJID Me Aanewalo Ke Naam Likhte Hai (Bukhari Sharif) Hadees: Nabi-E-Pak Sallallaho…

    Read More »
  • Maa Ke Gustakho Ki Saza

    Hadees : Nabi-E-Kareem Sallallahu Ta’ala Alaihi Wa Aalihi Wasallam Farmate Hai, “ALLAH Ta’ala Ne ‘Maa’ Ki Nafarmani Tum Par Haraam Ki, Aur Betiyo Ka Zinda Dafnana Haraam Kiya, Aur Kisi Ko Na Dena Aur Dusro Se Mangne Se Manaa Kiya, Aur Na Pasand Kiya Fizul Bakbak Karna Aur Bahot Sawaal Karna Aur Maal Barbad Karna”. (Bukhari Sarif, Hadees No: 2247,…

    Read More »
  • Yahudiyo Ka Huzoor Ki Naboowat Per Yaqeen Rakhna

    Hiqayat : Yahudiyao Ka Huzoor Ki Naboowat Per Yaqeen Rakhna Riwayat Hai Hazrat Safwan Ibne As’aal Se Farmate Hai Ke, Ek (1) Yahudi Apne Sathi Se Bola Ke Mujhe Inn Nabi Ke Pass Le Chal, Sathi Bola Ke Inhe Nabi Na Kaho Agar Wo Sun lenge Toh Inn Ki 4 Aakhein Ho jayengi. Phir Wo Dono Sallallaho Alaihi Wasallam Ki…

    Read More »
  • Sahaba Ka Ishq-E-Rasool

    Jab Nabi SALLALAHO ALAIHI WASALLAM Wuzoo Farmate, To Sahaba ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻬﻢ ﺍﺟﻤﻌﻴﻦ Apke Jasade Anwar Se Lag Kar Girnewale Pani Ko Hath Me Le Lekar Apne Seene Per, Munh(face) Par Mal Liya karte The, (Muslim, Kitab Ul Salaat) Inse Puche, ‘Kya ALLAH Ne Aisa Hukm Quran Me Diya Tha? Ya Nabi Ne Khud Iska Hukm Diya Tha? Phir Kyu…

    Read More »
  • April Fool Manana Islam Me Haraam Aur Jahannam Ka Sabab Hai

    ‘April Fool’ Jhooth Bol kar Logon ko Taklif Dene Ka Din. Is Din Hum Dusron Ko Fool Banane Se Zyada Khud Fool Bante Hai Kaise? Kya Aapko Nahi Pata Musalman Ko Dhoka Fena Kitna Bada Gunaah Hai? Kya Aapko Nahi Pata Jhooth Bolnewalo Par Kaun Laanat Karta Hai? “Dekhiye Is Tarah Ke Din Manaane ki Ijazat Naa To Humara Zameer…

    Read More »
  • Wasila/Tawassul Se Dua Mangna Jaiz Hai

    Huzoor Sallallaaho Alaihi Wasallam Farmate Hai “Innama Ana Qasimun Wallaho Yuti” “Beshak ALLAH deta hai Aur main Taqsim Karta Hu” (Bukhari Sharif, Vol. 1, Page 16) SAHIH HADEES ME WASILE KA SABOOT: Hazrat FAARUK-E-AAZAM NE BARISH KE LIYE DUA Huzoor KE CHACHA Hazrat ABBAS KE WASILE SE MANGI (BUKHARI, Jild 1, Safa137) Sarkar Sallallaaho Alaihi Wasallam Farmate Hai, “Beshak, Ali…

    Read More »
  • Apne Bhai Ke Izzat Ki Hifazat Kiya Karo

    Hadees : Tajdare Madina Rasool-E-Akram Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya, “Jo Apne (Musalman) Bhai Ki Pith Piche Uski Izzat Ka Tahaffutz (Hifazat) Kare To ALLAH Ta’ala Ke Jimme Karampar Hai Ki Wo Use Jahannam Se Aazad Karde”. (Musnade Ahmad Part-4, Page-461) » Hadees : Hazrat Anas Radiyallahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Hai Ki Nabi-E-Kareem Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Irshad…

    Read More »
  • Ahle Bait Ki Fazilat

    Nabi-E-Paak Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Hazrat Imaam Hussain (RadiAllahu Anhu) Se Kaha Ke “Beta Tumhari Shaan Ye Hai Ke Jab Tum Sote The To Tumhara Jhoola Jibrail (Alaihis salam) Jhulate The Is Pe Hazrat Imaam Hussain (Radi Allahu Anhu) Ne Poocha Ke “Nanajaan Ke Kiya Is Se Zyada Bhi Kisi Ki Shaan Hai????? AAP Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya.…

    Read More »
  • Shab-E-Meraj Ke Din 3 Cheeze Ata Ki Gayi

    Hadees : RasoolAllah  Sallallahu Alaihi Wasallam Ko Meraj Ke Din 3 Cheeze Di Gayi Abdullah Bin Masood (Radi Allaho Anhu) Se Rivayat Hai Ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam Ko Meraj Hui Toh Aap ‘Sidaratul Muntaha’ Tak Pahunche Waha Rasool’Allah Sallallahu Alaihai Wasallam Ko Wahan 3 Cheezein Di Gayi ∗(1). Ek Paanch (5) Namaze, ∗(2). Surah Baqra Ki Aakhri Aaytein, ∗(3).…

    Read More »
  • Ikhtiyar-E-Nabi Sallalaho Alaihi Wasallam

    Hadees : Hazrate Anas Radiyallahu Anhu Se Riwayat Hai Unhone Farmaya Ki Maccawalo Ne Rasoolullah Sallallaho Alayhi Wasallam Se Kaha Ki Aap Koi Muajaza Dikhaye To Huzoor Sallallahu Alayhi Wasallam Ne Chand Ke 2 Tukde Farmakar Unhe Dikha Diya. Yaha Tak Ki Meccawalo Ne “Hira” Pahad Ko Chand Ke 2 Tukdon Ke Darmiyan Dekha. (Bukhari Sharif : Jild 01, Pg.…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!