Namaz

  • Jama’at Ke Sath Namaz Me Iqamat Ke Waqt Kab Khade Hona Chahiye

    Iqamat Mein Iski 3 Suraten Hai: Iqamat Shuru Hone Se Qabl Agar Imam Musalle Par Moujood Ho To Imam Wa Muqtadi “Hayya Alal Falah” Par Khade Hojaye. Aur Agar Imam Iqamat Shuru Hone Ke Bad Muqtadiyon Ke Peeche Se Aarahe Hai To Jis Saf Se Imam Ghuzre Wo Saf Khadi Hoti Jaye Taake Imam Musalle Par Pahunch Jaye. Teesri Surat…

    Read More »
  • How To Perform Salatul Tasbeeh

    Salaatul Tas‍beeh Ka Aasaan Tareeka Is namaz mein ye tasbeeh ki kasrat hai ‘” سبحان الله والحمد لله و لا اله إلا الله والله اكبر ” 1. Salaatul tas‍beeh ki namaz e nafl 4 rakaat ek salaam se padhna hai.. Sanaa ke baad 15 marataba tasbeeh padhein 2. أعوذ بالله من الشيطان الرجيم. بسم الله الرحمن الرحيم Surah faatiha ke…

    Read More »
  • Importance Of Friday Jumu’ah Prayer In Hadith

    ALLAH Rabbul Aalameen’s Statement in Qur’an-E-Kareem regarding Jumu’ah: “O People who Believe! When the call for prayer is given on (Friday) the day of congregation, rush towards the remembrance of ALLAH and stop buying and selling this is better for you if you understand. And when the prayer ends, spread out in the land and seek ALLAH’s munificence, and profusely…

    Read More »
  • Ghusl In The Light Of Hadith

    {tocify} $title={Table of Contents} Assalamu Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu, I am writing this post with the intention that each and every person either male or female, get the correct knowledge of Taharah. Remember me in your precious dua. If you have some questions in mind feel free to write in comments. • What is Ghusl Ghusl is a method…

    Read More »
  • Namaz Me Kapdey Aur Baalon Ko Modna

    ~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~ ﺃَﻋُﻮْﺫُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ اَلصَّلاَةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللّٰهِ، ~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~ Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ki Hazrat Abdullah ibn Abbas رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Se Rivayat Hai  Nabi-E-Rehmat  صلى الله عليه و آله وسلم Ne Farmaya, “Humein Huqm Huwa Ke Saat (7) Haddiyo Par Sajda Karoon Aur Kapdon Aur Baalon Ko Na Sametoon” Hazrat Abdullah…

    Read More »
  • Fazilat Of Salatul Tasbeeh And How To Perform Salaatul Tasbeeh

    The Excellence of Salaat-ut-Tasbeeh There is tremendous reward for offering this Salah. The Noblest Prophet (SallAllahu Alayhi Wasallam) said to his beloved uncle Sayyiduna Abbas (Radi Allahu Anhu), “O uncle! If possible offer Salat-ut-Tasbeeh once daily, and if this is not possible daily then offer it once every Friday, and if this is not possible then offer it once in…

    Read More »
  • Aqamat Ka Bayan Aur Masle

    Hazrat Qatadah (Radiallahu Anhu) se Riwayat hai ke Rasool Allah (Sallallaho Alayhi Wasallam) ne farmaya : “Jab Aqamt padhi jaaye to tum Namaz ke liye mat khade ho jab tak mujhe na dekho.” (Muslim Sharif) Abur Rehmaan bin Auf Farmate hai ke main ne Abuhurera (Radiallahu Anhu) se suna hai Jab Aqamat padhi jaati toh hum khade ho jaate aur…

    Read More »
  • Fazilat-E-Namaz Ka Bayan

    (1). Har Namaz Pichli Namaz Ke Baad Hone Wale Gunah Mita Deti Hain (Tanbihul Gafileen) (2). Namaz Se Gunaah Dhulte Hain. (Ibne Maja) (3). Namazi Ke Liye Jannat Ke Darwaze Khol Diye Jate Hain. (Tabrani) (4). Namaz Emaan Ki Alamat Hain. (Munyatul Musalli) (5). Namaz Se Rozi Me Barkat Hoti Hain (Tanbihul Gafileen) (6). Namaz Ki Toufiq Milna Allah Ta’ala…

    Read More »
  • NAMAZ KE MUTALLIQ KUCH AHAADEES

    RasoolAllah Salallaho Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya 7 Saal Ki Umr Se Apne Bacho ko Namaaz ka Huqm do Aur 10 Saal Ki Umr Me MAAR MAAR Kar Unse Namaz  Padhvao Aur Un Ke Bister Alag Alag Kar Do (Abu Dawood 1/71) Jab Aqa E Kareem Apni Rooh (visaal shareef) Ki Sakhawat Farma Rahe The Jab Aap Ki Zubane Aqadas…

    Read More »
  • Namaz Me Apni Nazre Aasman Ki Taraf Na Uthaye

    Hadees: Anas Bin Malik (RadiAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, RasoolAallah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya “Logo Ko Kya Hua Hai Jo Namaz Me Apni Nazrein Aasman Ki Taraf Uthatey Hain? Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Iss Baat Se Nihayat Sakhti Se Roka, Yaha Tak Ki Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya Ki, Log Iss Harkat Se Baaz Aa Jaye…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!