Ramzan

  • Ramzan Ka Chand Dekhne Ki Dua

    Mahe Ramzan Ke Mubarak Mahine Ka Aagaz Hone Ja Raha Hai. Karodo Karodo Martaba Shukr ALLAH Rabbul Aalameen Ka Ki Usne Hum Gunahgar Siyakar Khatakar Bandon Ko Apni Rehmat Se Nawaza. ALLAH Ta’ala Hum Sabko Is Mubarak Mahine Ki Barkaton Rehmaton Se Malamal Farmaye Aur Khoob Ibadat Karne Ki Taufiq Ata Farmaye. Hamare Marhumin Jo Is Faani Duniya Se Apni…

    Read More »
  • Alwada Alwada Mahe Ramzan Naat Lyrics

    Qalb-e-Aashiq Hain Ab Para Para, Alwada Alwada Mahe Ramazan. Tere Aaney Se Dil Khush Huwa Tha, Aur Zoak-e-Ibadat Badha Tha, Aahh Ab Dil Pe Hain Ghum Ka Galba, Alwada Alwada Mahe-e-Ramazan. Naikiyan Kuch Na Hum Kar Sakain Hain, Aah Issiya He Main Din Katain Hain, Haaye Gaflat Main Tujh Ko Guzara, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Koi Husn-e-Amal Na Kar Sakaa Hoo,…

    Read More »
  • Shab E Qadr Ka Khas Amal

    Shab E Qadr Ramzanul Mubarak Ki Wo Muqaddas Rat Hai Ke Jise 1000 Mahino Se Afzal Farmaya Gaya Hai. Yani Lailatul Qadr Ki Ek Rat Me Ibadat Karna 1000 Mahino Ke Ibadat Ke Barabar Hai. Aaiye Hadeese Pak Ki Roshni Me Gaur Karte Hai. Nabi-E-Kareem (Sallallaahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya: Jis Kisine Is Muqaddas Rat Me Yakeen Wa Imaan Ke…

    Read More »
  • Fazilat E Moula Ali Mushkil Kusha

    Shaane Maula Ali Muskhil Kusha Ko Bayan Karna Is Nachiz Gunahgaar Ki Itni Aukat Nahi. Aapki Gulami Ka Saboot Dete Hue Ek Adna Si Koshish Kar Raha Hu. Maula Ali Karamallaho Wajahahul Kareem Ki Shane Aqdas Me La Tadad Hadeese Pak Maujood Hai. Jisme Se Chuninda Hadeese Pak Ko Ek Post Me Likha Hu. 21 Ramzan Shahaadat Moula E Kayenat…

    Read More »
  • Shab E Qadr Ki Fazilat Aur Namaz O Wazaif

    ALLAH Rabbul Aalameen Qur’an-E-Kareem Me Ishard Farmata Hai“Beshaq ! Ise Hamne Shabe Qadr Me Utara Aur Tumne Kya Jaana Kya Shabe Qadr. Shabe Qadr Hazaar (1000) Mahino Se Behtar. Usme Farishte Aur Jibrail Utarte Hai. Apne Rab Ke Huqm Se Har Kaam Ke Liye. Wah Salaamati Hai Subah Chamakne Tak.”(Surah Qadr, Para 30, Aayat 1-5, Tarzuma: Kanzul Imaan)“Haa ! Meem…

    Read More »
  • Sehri Aur Iftar Ki Fazilat Hadees Se

    Marhaba Sad Marhaba Fir Aamad-E-Ramdan Hai Khil Uthe Hai Murzaye Dil Taza Hua Imaan Hai Ham Gunahgaro Par Kitna Ehsan Kiya Hai Ya Rab Ta’ala Tune Ata Fir Kar Diya Ramadan Hai. ALLAH Rabbul Aalameen Quran-E-Kareem Me Irshad Farmata Hai, Aye Imamwalo ! Tum Pe Roza Farz Kiya Gaya. Jaisa Unpe Farz Hua Tha Jo Tum Se Pehle Huye. Taki…

    Read More »
  • Roza Rakhne Ki Dua Aur Roza Kholne Ki Dua

      Roza Rakhne Ki Dua:   وَبِصَوْمِ غَدٍ نَّوَيْتُ مِنْ شَهْرِ رَمَضَانَ   Wabisaumi Gadin Nawaytu Min Shahari Ramzan   Sehri Ke Waqt Me Khas Duaye Padhe:    Ya Wasial Fazli Wa Ya Waisal Magfirati Igfirlana. Lailaha iLLAHU AL Hayyul Qayyumul Qayimu Ala Qulli Nafsin Bima Qasbat.   Tarzuma: “Koi Ibadat Ke Layak Nahi Siwaye ALLAH Rabbul Aalamin Zinda Wa…

    Read More »
  • Iftar Ki Dua Kab Padhni Chahiye

    Aap Sabhi Ko Mah-E-Ramzan Tahe Dilse Mubarak Ho. Ramzan Ham Ummat-E-Muhmmadi Ke Liye ALLAH Ta’ala Ka Diya Wo Tohfa Hai Ke Jo In Sha ALLAH Humari Bakshish Ka Sabab Banega. Is Mubarak Mahine Ke Talluqse Tamam Fazail Masle Masail Quran Wa Ahadees Ki Roshni Me Humare “Ramzan” Page Par Mauzood Hai. Ramzan Page Ke Articles Aap Bhi Padhe Aur Share…

    Read More »
  • Roze Ki Qaza Aur Kaffara Lazim Hona

    Yah socha tha ki subah na hui aur khaya, piya. Bad me malum hua ki subah ho chuki thi to sirf kaza lazim he yani roze ke badle ek roza rakhna hoga. >Durre Mukhtar,Sunni Bahishti Zewar Yah soch karke ki Suraj doob gaya he roza iftar kar liya halaki suraj dooba na tha tab bhi kaza lazim he. Kaffara nahi…

    Read More »
  • In Ramadan Is Taraveeh Rakah 8 Or 20 All The Proofs

    Taraveeh 20 Rakat Hai. Khud Ahle Hadiso Ke Guru Ki Gawahi. Imam Ibn Taimiya 728 Hij Farmaate Hai Ke ‎فَلَمَّا جَمَعَهُمْ عُمَرُ عَلَى أبي بْنِ كَعْبٍ كَانَ يُصَلِّي بِهِمْ عِشْرِينَ رَكْعَةً ثُمَّ يُوتِرُ بِثَلَاثِ Jab Hazrat Umar Rdh. Ne Sahaba Ikraam Rdh. Ko Hazrat Ubai Bin Ka’ab Rdh. Ki Iqtedaa me Jama’a Kiya toh wo Unhe 20 Rakaat Taraveh aur…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!